- Dil To Pagal Hai - Bholi Si Surat

  • Исполнитель:
  • Формат: mp3
  • Качество: 320 kbps, 5,33 mb
  • Жанр: -
    1058581
Bholi si soorat

Aankon mein masti…



Bholi si soorat

Aankon mein masti

Door khadi sharmaaye

Ek jhalak dikhlaye kabhi

Kabhi aanchal mein chhup jaaye

Meri nazar se tum dekho

To yaar nazar woh aaye



Вholi si soorat

Aankon mein masti…

Door khadi sharmaaye.

Ek jhalak dikhlaye kabhi

Kabhi aanchal mein chhup jaaye.

Meri nazar se tum dekho

To yaar nazar woh aaye.



Вholi si soorat

Aankon mein masti…



Ladki nahin hai woh jaadu hai

Aur kahaa kya jaaye

Raat ko mere khwaab mein aaye

Woh zulfein bikhraaye

Aankh khuli to dil chaaha

Phir neend mujhe aa jaaye

Bin dekhe yeh haal hua

Dekhoon to kya ho jaaye



Bholi si soorat

Aankon mein masti

Door khadi sharmaaye

Ek jhalak dikhlaye kabhi

Kabhi aanchal mein chhup jaaye

Meri nazar se tum dekho

To yaar nazar woh aaye

Bholi si soorat

Aankon mein masti…



Saawan ka pehla baadal

Uska kaajal ban jaaye

Mauj uthe saagar mein jaise

Aise qadam uthaaye

Rab ne jaane kis mitti se

Uski ang banaaye

Chham se kaash kahin se mere

Saamne woh aa jaaye



Bholi si soorat

Door khadi sharmaaye

Ek jhalak dikhlaye kabhi

Kabhi aanchal mein chhup jaaye

Meri nazar se tum dekho

To yaar nazar woh aaye


Bholi si soorat

Aankon mein masti…



Наивное лицо

Задор в глазах...



Наивное лицо

Задор в глазах...

Смущаясь, стоит в сторонке.

То покажется на секунду,

То спрячется за концом сари.

Посмотри моими глазами

И ты увидишь ее, мой друг.

Наивное лицо

Задор в глазах...





Это не девушка - чудо.

Что тут еще сказать?

Ночью приходит в мои сны,

Ее локоны развеваются...

Как открою глаза, то сердце желает

Снова погрузиться в сон.

Даже не видя ее, я в таком состоянии,

Что же будет со мной, когда увижу?



Наивное лицо

Задор в глазах...

Смущаясь, стоит в сторонке.

То покажется на секунду,

То спрячется за концом сари.

Посмотри моими глазами

И ты увидишь, мой друг,

Наивное лицо,

Задор в глазах...



Первое облако сезона дождей

Сурьмой подводит ее глаза.

Словно перекатывающиеся волны в океане

Такова ее походка.

Знать бы, из какой глины Господь

Слепил ее тело.

Ах, если бы она вспышкой яркого света

Помелькнула бы передо мной



Наивное лицо,

Задор в глазах...

Смущаясь, стоит в сторонке.

То покажется на секунду,

То спрячется за концом сари.

Посмотри моими глазами

И ты увидишь, мой друг,

Наивное лицо

Задор в глазах...